@anjanaomkashyap mujhe bhi intjar rahta h, Anjana jee apka blank and white programme dekhne ke liye... Mera favourite programme h, apka team achha work karta h aur aap ise behtarin dhang se pesh karte h.
@anjanaomkashyap apka hala boll programme utna thik nai lagta h jitna lagna chahiye kuki bich me bolne walo ke karan iska performance achha nai hota h.....
Abhi tak to sabse achha black and white programme h Jo achha lagta h
@anjanaomkashyap aaj ka apka programme aur use hm sabhi tak pahuchane ka andaj bahut hi badhiya raha, bahut achha laga bahut kuch apke madhyam se jankari bhi huyi. Bahut bahut dhanyawad Anjana jee aaj tak par ye news dikhane ki liye
@anjanaomkashyap bahut shandar raha aaj ka apka black and white program Anjana jee bahut sundar aur simple tarika se awagat karaya trade war, Modi jee aur drone attack ke bare me jaisa explain kiye bahut achha laga .....
@anjanaomkashyap Abhi abhi apka special report program dekha bahut achha laga jisme Loco Pilot ke bare me dikhaya gaya....
Iske liye apka bahut bahut dhanyabad Anjana jee...
@raghav_chadha Chadha jee OPS ka mudda ab 3rd nob me hona chahiye ye bhi bahut jaruri h, apki bhi baten log bahut concentrate hokar sunte h apka bolne ka andaj bahut behatrin h