@NCSIndia Saheb, ek araj h, India me private sector me bhi bhai bhatijawad bahut bad gya h, to ek adesh kare,
companiyon me employee bharti regional office se ho, na ki chetriya karyalaya se, bharti exam aur interview dono se ho.
Kuch log interview me accha nhi kr pate, isliye .
@AmitShah Iske liye ek rule hona chahiye, ki school wale bacchon ko unki local reigional language me baat krne se nhi rok sakte h, wheather teaching medium kuch bhi ho,
Language hi nhi hogi unke pass to culture kya samjhenge.
@AmitShah Hindi to neglected si lagti h, other reigional language ka bhi yahi haal h. Kai schools to bade strict rules banate h speaking language ko lekar.
सर्वधर्म समभाव के प्रखर प्रचारक, शहीद शिरोमणि, सिख समुदाय के पंचम गुरु श्री अर्जुन देव जी के बलिदान दिवस पर उन्हें भावपूर्ण श्रद्धांजलि।
श्री अर्जुन देव जी के आदर्श, विचार एवं सिद्धांत अनंतकाल तक मानवता के पथ को आलोकित करते रहेंगे।