@BeingMR_ Aray chamacho, ye to tab gaya tha jab bharat ki har definite ho gae thi, ye chahta to nahi bhi ja sakta tha, isne 56 nahi 66 inch dikhaya, itna hi pappu ko desh prem tha to kal match dekhne chala jata, sunday hi tha, tumhare statement ka matlab pappu deshdrohi hai, kuch bhi