Tumhara dimaag kahan gaya hai? Samjho yeh sab ittefaq nahi.
Sahi kaha tha angrezon ne “Indians and dogs not allowed.” Aaj bhi lagta hai hum zimmedari ke layak hi nahi .
Aaj padhne likhne wala kamzor hai aur anpadh taaqat mein. To desh aage kaise badhega?Mubarak ho humein hum phir se gulaami ki taraf badh rahe hain.Aaj tak kisi ne zimmedari kyon nahi li?Batao,galti kiski thi?Kisi ne isteefa diya?Kisi bade neta ya afsar ke ghar par buldozer chalaN
Par jab koi garib, student ya kisan awaaz uthata hai, to use jail milti hai, ghar toda jaata hai, aur ‘anti-nation’ ka tag chipka diya jaata hai. Jab bhi desh ki koi asli baat uthti hai, dange aur hungame shuru ho jaate hain. Media sach nahi, taaqat ka saath dikhati hai.
Yeh page un mulyon par chalega jin par Atal Bihari Vajpayee, Sardar Vallabhbhai Patel aur Mahatma Gandhi khade the—sach, maryada aur desh pehle. Yahan sirf sach dikhega.
Agar sach dekhne-sunne ka hausla hai to saath raho, warna shaanti se unfollow kar sakte ho.
Jai Hind 🇮🇳
Ek waqt tha jab mujhe bhi umeed thi. Par aaj sach yeh hai ki shiksha, swasthya, naukri aur saans lene tak ki hawa mushkil hoti ja rahi hai. Dharm aur jaati ke naam par logon ko uljha kar desh ko dheere-dheere kamzor kiya ja raha hai.
ABVP Chidabaram Annamalai University staged Protest on Today at post office Annamalai University for seeking justice for Sidharth who was brutally killed by goons of SFI in Wayanad by State RKM Convenor Muthukumaran and SEC Member Devaanand and karyakarthas.
#Justiceforsidharth
प्रभु श्री राम और माता सीता का अपमान करने वाले मुनव्वर कों गले लगाने का जब हिन्दुओं ने विरोध किया तो कथित युवा हिन्दू ह्रदय सम्राट ने अपनी छपरीगिरी दिखा दिल्ली के एक बच्चे कों मारा है इन जैसो कों सर पर चढ़ाना बंद करो धर्म का पालन और रक्षण करो स्वयं ऐसे दलालो के पालतू ना बनो
प्रभु श्री राम और माता सीता का अपमान करने वाले मुनव्वर कों गले लगाने का जब हिन्दुओं ने विरोध किया तो कथित युवा हिन्दू ह्रदय सम्राट ने अपनी छपरीगिरी दिखा दिल्ली के एक बच्चे कों मारा है इन जैसो कों सर पर चढ़ाना बंद करो धर्म का पालन और रक्षण करो स्वयं ऐसे दलालो के पालतू ना बनो