@parasVK Nahi bhai sanju pr nahi karvayga usna pehla bhi bola ha ki mujha captaincy nhi chaiya ma rutu ki captaincy ka andrt khel lunga or next season agar rutu fail hota ha rutu khud ba khud step down kardega captaincy eventually sanju captain bn jayga