@raghav_chadha g kya hum Bina pani k mar jaye.... Char saal se gande pani ki samasya se pareshan hai... Ab to ye sthiti hai ki ek bund v pani nhi aa raha... #DelhiJalBoard ko complain kro to koi sunwai nhi hoti ... Humne #AamAadmiParti ko esliye vote diya hai kya...
Plz Help🙏
@DelhiJalBoard duniya ka sabse ghatiya jal board hai.... Hazaro compain kr lo... Koi sunwai nhi hoti... Humlog 3 saal se pani ki samasya se pareshan hai...ab to ye haal hai ki kl se ek bund v pani nhi aa raha....
Wah #AamAadmiParty wah.... Logo ko Bina pani k mar do...
@ArvindKejriwal Sir WB Block Ganesh Nagar 2 Shakarpur me 4 din se pani nhi aa raha Delhi jal board or waha k JE ko koi matlab to hai nhi.. JE call tk nhi receive krta. Humane apko vote diya hai.. kya pani aayega v ya hum Bina pani k mar jaye..
@DelhiJalBoard@ArvindKejriwal@SatyendarJain@uditprakash@CMODelhi@raghav_chadha@cleanganganmcg Wb block,Ganesh Nagar2,Shakarpur me 4 din se pani nhi aa raha hai.Arvind kejriwal ji sirf vote lene k liye baithe ho ya samasyao ka samadhan v karoge?1 din v tum pani nhi pioge to hay toba machane lagoge.Chadda ko to koi matlab hai nhi.Shame on you aam aadmi party orMcD v chahiye
Ye hai Dilli ki sachchai.....
Sarkar ki baato pr vishwas Karne se achha hai khud hi khud k liye kuchh kre...
Kai sarkare aai or gai lekin janta aaj v pareshan or anath hai...
Jai ho Hindustan ki Rajniti...
दिल्ली में भारी बारिश के बाद ये मकान आज गिर गया...सालों की जमी जमाई गृहस्थी तबाह हो गई पर इससे भी ख़तरनाक बात ये है कि अगर थोड़ी बारिश और हो जाती तो ITO के पास के इसी अन्ना नगर में न जाने कितने और घर इस उफ़नते नाले में बह जाते...
@RohitSardana0 Hello sir.....
Kya ap Dr wishwaroop chaudhari ko apne dangal me talk k liye bula sakte hai...
Ap YouTube pr Dr wishwaroop chaudhari ko Dekh sakte hai....
Ek Baar unhe zarur Sune... Shayad unki baate bahut had tk Sahi hai....
Link niche hai.
https://t.co/mXsxXT47e4