@jigneshmevani80 Cafe ka maza le rhe hoo khud aur dalit bhaiyo ko bhul gye unko bhi sath le jate Aur sath le jana ka taqat nhi thi too unke sath dekh lete match khud enjoy akele karo aur vote ke waqt hum sath sath hai jaguwa pagla gya hai.
@jitupatwari Dhara 370 kish ne lgwaya tha sir jee..agar purane samay main aap logo ne sahi decision liya hota too aaj itne jawan saheed na hote aur Kashmir per humare tax ka paissa barbad nhi huwa hota..abhi bhi kuch nhi bigra hai sub koi mil kar ishko hatwa doo aane wali pidi duwa degi
@DreamgirlIndian @HardikPatel_ Logo ko sooch ki samajh pahle se thi nhi tha too unke pass Paisa joo Modi Ji ne vigyapan ke madhyam se logo tak pahuchaya hai agar pichle Sarkar ne dil se Ye kaam kiya hota to karanti bhut pahle Aati mam
@piyushakak4@LambaAlka Wah sub chor dost lokpal kaha hai...jail main sila dixit aur pura congress ko bhi jana tha fhir kab jayenge..Ye passing ball khelna baand karo...