@dilberkhandhad1 Yaaa chor ye sb aab do din hi h voting me time bacha hua h usa par focus karo mai to yaha bhut kam hi aati hu aur pure din aapne college me coaching ke frnd school ke frnd sb se voting ke liye bolti h agar aap log voting par focus karo ge to ye sb par dhyan bhi nhi jaye ga