@DrmAsansol sir kabhi to Humlog se mil kijiye apne kaam se samaj ke liye aate hai par apke bahar baithe guard aur assistant kabhi milne nahi dete sir public ka baat nahi sunenge to kaise problem thik hoga sir kisi ko chota nahi samajhna chahiye @AshwiniVaishnaw
@DrmAsansol apke department koi hai jisko station ke bahar kya hota hai usse fark parta hai sir bahar illegal gaza dendrite sale ho raha hai station ke just bahar sir kuch to action lijiye agar humlog kuch batate hai to ulta humlog par action liya jata hai sir @AshwiniVaishnaw
@DrmAsansol@AshwiniVaishnaw Aaj tak ka record hai ki bina padhe bina samjhe apke team sirf onr number mangte hai maine kya bola aap kuch kya rahe ho copy paste karte hai kya sir apke staff koi serious person ko boliye dekhne warna station ek nasa ka kendra hai yeh line aap logo ke muh se nahi hata payenge
@RSSorg apke ground level par kuch kaam bhi hoga ki sirf politics mein jisko aana hota hai wah jakar join kar jate hai rss sir mein bharat ke liye gaya aur ab ak sabse kinara kar liya kya hota hai sirf politics sir desh hai to sab hai jab desh ki baat nhi to humlog kya karenge
@ravikishann 3 mahina se apne kaam ke liye nhi apke liye apke staff baat tak nahi karne diye sir ap ke staff ke wajah se apka image apke gorakhpur mein kharab hote ja raha hai aur aage bhi hoga umid nahi tha apse ki is type ka hai apka team aur aap sir koi response nhi sudhar kijiye sir
Maine 3 mahina mein dekha ki aap ka baat aur aapka kaam nahi milta main apko idol manta tha par ab nahi apke staff itna ghamand ego se baat karte hai aur ap idhar premanand ji ka baat karte hai sir behaviour bolkar kuch hota hai jo hai nahi apke kisi bhi staff mein
@ravikishann
Sir apko itna batane ke baat apne koi action nahi liya sir aap yogi sir ke salhakar hain to ap unko jeet dilana chahte hai ya harana chahte hai sir kyuki apko Feedback dene ke baad bhi koi action nhi liya na yogi sir ke officer koi phn utate hai na ap response
@AwasthiAwanishK
13152 Kolkata express BVG service ke karke bed roll baki service mai the yeh sabse worst group hai inke staff train mai biri pi rahe hai inka staff pura train ko apne hisab se chala rahe hai bahar ke hawkers ko enter karne de rahe hai @AshwiniVaishnaw#railways#easternrailway
@drmsdah@RailwaySeva@rpfersdah@ErRpf 13152 kolkata express sir apko details sab bataya train no. stn video bhi aur aap time waste kar rahe hai ki train number kya hai sir jab maine details already bhej diya uske baad bhi aap? Kar rahe hai isko kehte hai ki kisi ko bacha lena aap apne service ko safe kar rahe hai
@drmsdah@RailwaySeva@rpfersdah@ErRpf DDU to Asansol tak yeh aise ka aise tha aur baki toilet ka photo video nhi liya itna ganda tha ki pura coach mai sab pareshan the
@RailwaySeva Sab details video ke saath de diya jis agency ko apne kaam diya uska details bhi de diye ab kya baki hai ab kijiye karwai dekhte hai kya karte hai aap public wait karega @RailMinIndia
@RailwaySeva@drmsdah Mujhe malum tha ki video dene ke baad bhi mujhse question kiya jayega ap service walo se pucho ki train mai karte kya hai railway ke honest officer se request hai khud customer bankar jao railway mai sab malum ho jayega ki train mai hota kya hai per day @AshwiniVaishnaw ji
@AshwiniVaishnaw@RailwaySeva Dancing Basin 13152Kolkata express ab video dene ke baad request hain iska reply more details jaisa reply na kare BVG service wale group present the train mai kisi ne safai nahi kiya jab train DDU ke baad se train ka haal kharabthas #railway#train