@adoremypjm Unko bas edits bana k views leny hain, apny khud k fans banany hain aur Baki editors army's sy larai karni hai us py Edits bana k sasty mafias banana hai, aur Ff parhny hain bas , aur Unka BTS sy koi wasta nahi unko nahi pata support krna kisy kehty hain