(3)
Ajeeb tha guftugu ka Aalam,
Sawal koi Jawab Ankhain..
Yeh mast mast be-misal Ankhain,
Nashy s hr dm nidhal Ankhain...
Uthain toh hosh-o-hawaas chehain,
Giren to kr dain kamal Ankhain...
Koi hai inn k karam ka talib,
Kisi ka Shoq-e-wisaal ankhain...
❣️🫶