Bohot Bohot Shukriya Janta ❤️
Aapke pyaar aur support ke liye Aakhir kar Trophy Dongri aa hi gayi 🏆❤️
#munawarkijanta aur #munawarkewarrior ko mera dil se shukriya ❤️ #mkjw
Dharam - Adharam ki baatein Twitter pe pelne waalon: Kundrra apna Dharam ache se samajhta hai issliye diye waade pe khadda hai!! Mere dharam ne mujhe yahi sikhaya hai aur jiss dharam ki aad mein apna propaganda chala rahe ho.. neutral audience woh bhi dekh rahi hai toh chinta mat karo..! Apni clinic chalao
Toh bhai na show maine zyada dekha na zyada pata, but apna munna kadak hai…#MunawarFaraqui just wishing him all the best for the finale..baaki janta maalik hai✨❤️