@JoySRKian_2 Baakiyo ko lagta hai corporate booking karta hai srk...pr ab mujhe lagta hai vo jaan bujhke boycott karwata hai๐ banda genius hai kuch bhi kar sakta hai๐
@yrr_aditi_hun Bhai mujhe pata hai king ramayan or doomsday jitni badi nhi hai king ka apna market hai or vo log in dono jitni bata bhi nhi rhe 250cr me bano movie agar 700-800cr kar gyi bohat acha hai pr ramayan ko hype or production level ko dhayan me rakhte hue 2500cr minimum karne honge
@AmanTarkar@Its_CineHub Bhai maana ki gaana acha hua hai pr agar koi achi insta reel banaye jisme purana gaana use ho or vo original se bhi acha lage pr main baat ye hai ki music ko naya kya diya?? Bollywood pehle music ke liye jaana jaata tha abhi bure haal hai dhurandhar ne or motivate Kiya remake ko
@_Sahir_555 Ramayan disaster nhi hogi pr atbb bhi nhi hogi kyuki budget jyada hai or movie ka hit or flop collection or budget pe depend hota hai na ki rights se or sabko pata hai ki potential kitna hai idhar ki audience ka or overseas me unke liye esa content naya nhi hai baaki ra ji jane๐