Ye hai sec-8 vill dhana ka johad Jo ki munsiple corporation maneser ke ward -7 me hai na isko aaj tak safai hui na iska model change hua Haryana Sarkar ke anusar sabhi johdo Ka kaam karaya gaya hai lekin yaha baar baar complain dene ke baad bhi kuch nahi hua