Logo ko shaq hota hai ki mai kisi k sath biji rehta hu..unko jaldi reply nahi deta...
🤔
Ab unko kon bataye ki mujhe aayi jaati chitiyo ka rasta rokna hota hai...😜
Ek ladki ki nyi nyi shaadi hui,
Saas - mera beta lakho m ek hai.
Ladki - ji haan vo toh dekh liya
Saas - mera beta raat m khrrate toh nahi leta..??
Ladki - vo toh pta nahi abhi toh shaadi ko 3 din hi hue hain, soyenge toh pta chlega na..
😜😜😜