AIMIM hamesha se awaam ki khidmat karti aayi hai aur InshaAllah aage bhi karti rahegi. Kyunki awaam hi hamari taaqat hai aur awaam ki khidmat hi hamari pehchaan hai.
Hamesha ki tarah Aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab, Party MLAs ke sath Darussalam, Hyderabad mein awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna. InshaAllah! Jald hi tamaam masaail ko hal karne ki poori koshish ki jaayegi.
मैने साल 2023 में कहा था कि Chief Election Commissioner की नियुक्ति के लिए बनाया जा रहा क़ानून Ruling Party के फ़ायदे में जाएगा।
हम पहले भी Chief Election Commissioner की नियुक्ति के लिए लाए गए Bill के खिलाफ थे और आज भी खिलाफ़ हैं : Barrister @asadowaisi
मऊ: दिनांक 28 सितंबर को मऊनाथ भंजन के मोहल्ला इस्लामपुर में शादी का टेंट लगाते समय 11,000 वोल्ट की हाईटेंशन बिजली लाइन की चपेट में आने से 3 नौजवानों की मौत हो गई थी।आज उनके घर AIMIM प्रदेश अध्यक्ष शौकत अली साहब पहुँचकर शोकाकुल परिवार से मुलाकात की और AIMIM पार्टी की ओर से तीनों परिवार को ₹25,000, 25,000 की चेक द्वारा आर्थिक सहायता प्रदान की गई।
वहीं, दीपिका तिवारी पुत्री प्रदीप तिवारी 33,000 वोल्ट की बिजली की चपेट में आने से बुरी तरह झुलस गई थीं। उनका इलाज लखनऊ स्थित किंग जॉर्ज मेडिकल यूनिवर्सिटी (KGMU) में चल रहा है। आज उनके परिवार से मुलाकात कर पार्टी की ओर से ₹ 20,000 की आर्थिक सहायता प्रदान की गई।
इस मौक़े पर प्रदेश महासचिव शमीम अहमद खान साहब, जनाब मुनव्वर मुर्गा साहब, ज़िला अध्यक्ष जनाब फैज़ अहमद साहब और AIMIM मऊ की टीम मौजूद रही।
@imshaukatali
वसई विरार के दफनभूमि मामले को लेकर AIMIM के राष्ट्रीय प्रवक्ता जनाब वारिस पठान साहब ने कमिश्नर साहब से मुलाकात कर उन्हें ज्ञापन सौंपा। ज्ञापन के ज़रिए मांग की गई कि जल्द से जल्द दफनभूमि का गेट खोलकर दफन की सुविधा बहाल की जाए।
यह दफनभूमि किसी एक समुदाय के लिए नहीं, बल्कि ईसाई, लिंगायत, शिया, सुन्नी, आगा खानी और बोहरा समाज समेत कई समुदायों के लोगों के लिए है।
AIMIM की मांग है कि इस मामले में जल्द कार्रवाई की जाए और सभी संबंधित समुदायों को दफन की सुविधा उपलब्ध कराई जाए।
@warispathan
Saudi Arabia mein kaam karne wale ek school teacher ne COVID-19 ke dauran apni naukri kho di thi. 10 saal ki qanooni ladaai ke baad unhe apni dukaan ka qabza mila, lekin dukaan tak jaane wala aam rasta ghair-qanooni qabze ki wajah se band kar diya gaya.
Teacher ne insaf ke liye AIMIM President Barrister @asadowaisi Sahab se rabta kiya. Unhone Nampally MLA Janab @Md_MajidHussain Sahab ko maamle mein mudakhlat ki hidayat di.
Majid Hussain Sahab ne mauqe par pahunch kar ghair-qanooni qabze Ko hatwaya aur aam rasta bahal karwaya. Saath hi dubara qabza karne par sakht kaarwai ki warning di.
दिल्ली के सीमापुरी इलाक़े में एक दर्दनाक हादसा पेश आया, जहां ईदगाह के बगल की दो इमारतें गिर गईं। इस हादसे में कुछ लोगों की मौत हुई है, जबकि 12 लोग घायल हुए हैं।
हादसे की खबर मिलते ही AIMIM Delhi अध्यक्ष जनाब शोएब जमई साहब की सरपरस्ती में पार्टी का एक प्रतिनिधिमंडल मौक़े पर पहुंचा और रेस्क्यू ऑपरेशन का जायज़ा लिया। साथ ही हादसे में जान गंवाने वाले लोगों के परिजनों से मुलाक़ात की गई और घायलों के लिए ज़रूरी मेडिकल इंतज़ाम को लेकर डॉक्टरों को हिदायत दी गई।
इस मौक़े पर सीमापुरी इंचार्ज मोहम्मद अकरम साहब, ज़िला अध्यक्ष करीमी साहब, विधानसभा अध्यक्ष मुन्ना मसूदी जी, ईदगाह कमेटी के सदर, पार्टी के ज़िम्मेदार बॉबी नेताजी और सीमापुरी की स्थानीय टीम के पदाधिकारी मौजूद रहे।
@shoaibJamei
Awaam ki khidmat karne wali jamaat ka naam AIMIM hai, jo saal ke 12 mahine awaam ki khidmat mein haazir rehti hai.
Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab Darussalam, Hyderabad mein AIMIM Floor Leader Janab Akbaruddin Owaisi Sahab, party ke MLAs aur MLC ke sath awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna.
InshaAllah jald hi tamaam masaail ko hal karne ki poori koshish ki jaayegi.
AIMIM President Barrister @asadowaisi Sahab ki maujoodgi mein Janab Syed Ghulam Ahmed Sahab ko Karimnagar, Peddapally aur Sircilla Zile ka District President aur Janab Mohammed Atheef Urf Atina Sahab ko Karimnagar Town (Karimnagar Municipal Corporation area) President muqarrar kiya gaya.
AIMIM Party dono zimmedaran ko unki nayi zimmedariyo'n ke liye mubarakbad pesh karti hai aur umeed karti hai ki wo apne muqarrar kiye gaye ilaaqo'n mein party ko mazeed mazboot karne aur awaam ki khidmat ke liye puri mehnat aur lagan ke saath kaam karenge.
Old City, Hyderabad mein BigBasket mein delivery partners ke per order rate kam kiye jaane ki shikayat ko lekar AIMIM Charminar MLA Janab @zulfeqaraimim Sahab BigBasket warehouse pahunche aur delivery partners se mulaqat karke unki pareshaniyon ko suna.
Mir Zulfeqar Ali Sahab ne yaqeen dilaya ki AIMIM party delivery partners ke fares badhane ke liye baat karegi aur unke haq mein zaroori tamaam munasib iqdamat kiye jayenge.
Karnataka mein genuine voters ke naam electoral roll se hatane ke liye Form 7 ke alleged misuse ke talluq se AIMIM Bengaluru Unit ne Chief Electoral Officer se mulaqat karke ek memorandum pesh kiya aur maang ki, ki jo log bhi farzi Form 7 daal rahe hain, unke khilaaf sakht action liya jaaye.
Har genuine voter ke vote ke haq ki hifazat zaroori hai. Electoral Roll mein kisi bhi voter ka naam ghalat tareeqe se delete nahi hona chahiye aur Form 7 ke misuse ko rokne ke liye sakht nazar rakhi jaaye.
@ceo_karnataka