Juwaariyon ne tareekh ka sabse bada Ethereum ($ETH) short position bana diya hai.
$ETH par $11.3 billion ki short positions lagi hui hain, jo iski tareekh mein sabse badi hai. Yeh dikhata hai ke bohot se traders yeh samajhte hain ke Ethereum ki qeemat neeche gir sakti hai. Agar market unke khilaf chali gayi, toh unko bhaari nuksan uthana par sakta hai. Lekin agar Ethereum ki price waqai girti hai, toh yeh short-sellers ke liye faida ka mauqa ho sakta hai.
Aapka kya khayal hai? Kya Ethereum ki qeemat aur neeche jayegi ya phir short-sellers liquidate ho jayenge?
Pichle hafte DeepSeek ka dhamaka tha.
Kuch din pehle FOMC ka hungama tha.
Aaj tariffs ka tufaan hai.
Aur kal koi naya drama hoga.
Market har roz naye headlines se hilta hai, magar asal jeetne wale log shor par nahi, strategy par focus karte hain. Agar aap har chhoti bari news ke peechay bhaagenge, to kabhi bhi bara game nahi khel sakein ge.
Sar neeche rakho, shor ignore karo, aur sirf execution pe dhyan do.
Market unhi ka hai jo noise block kar ke khelna jante hain!
All of us thought Trump was going to send us to moon !!!!
Instead he gave us $Trump which is more than 60% down
And tariffs imposed on Canada, China and Mexico.
The market yet again remains bearish.
Filhaal liquidity wapas Ethereum (ETH) mein flow kar rahi hai Solana (SOL) se. Aakhri 24 ghanton mein, SOL ne ETH par 4x zyada capital bridge kiya hai, jitna ETH ne SOL par bridge kiya. Yeh dikhata hai ke investors aur traders wapas Ethereum ko prefer kar rahe hain ya phir liquidity shift ho rahi hai kisi naye trend ke wajah se.
Ethereum and alt coin season will be starting soon. Don’t sleep during this time