@NexaExperience
Mai dinank 25-11-2026 ko grand vitara zeta o bulu booking kiye the but Hume black diya gya or Jo mai nahi Lena Chahte the Sabhi Staf and manager man mani kar raha hai ramakrishna moters Muzaffarpur
7301291897
@SEVA_NBPDCL@aajtak @
Mera new connection apply kiya huaa 2 months hone wala hai documents verification ho gya hai lekin paisa ka dima nd kiya ja raha hai bola gya hai nahi 2000 nahi dene pe connection cancel kar diya gya hai
Reference no -
Contact- 7301291897
@UmeshKu25744440
Bhai us aadmi ka account number sand karo nahi Nanpur Thana me tere insta id or tumhare upar FIR karne ja raha hun. Galat afwah faila rahe ho. Me PNB manager bol raha hun.
@RBI@pnbindia
Sir pranam.
Mera Jo problem hai solve nahi ho Pa raha hai. Pichhale Lagbhag 2 years se branch me jate hai to bola jata hai online complaint karo online complaint karte hai to branch hai Aisa laga huaa hai. Mere sath. Please see this pdf