সরকারের #AnnapurnaBhandar স্কিমটি দারুণ। অনুরোধ: সন্তান প্রাইভেট স্কুলে পড়ে বলে মায়েদের অযোগ্য করবেন না। মধ্যবিত্তরা বিলাসিতা নয়, ভালো শিক্ষার জন্য কষ্ট করে প্রাইভেটে পড়ায়। দয়া করে এই নিয়মটি পুনর্বিবেচনা করুন। 🙏 আশাবাদী।
Govt's #AnnapurnaBhandar scheme is excellent. However, a humble request: please don't make moms ineligible just because children study in pvt schools. Middle-class families sacrifice to afford pvt schooling for better education, not luxury. Kindly reconsider this rule. 🙏
Sarkar ki #AnnapurnaBhandar scheme behtareen hai. Par nivedan hai:Baccha pvt school mein padhne par mom ko ineligible na karein.Middle class pet kaat kar achhi shiksha ke liye pvt school bhejta hai,amiri wajah nahi hoti. Kripya is niyam par punarvichar karein. 🙏Govt se umeed hai
#INDvsAUS
SRH is the happiest person right now after BGT.. because Head is of srh, Pat is of srh, Reddy is of srh .. SRH be like :- Koi bhi jeete ghoom firke to aana apne he pass hai na 😂😂
#INDvsAUSTest
Aacha aap he batao as a Batsman kya Rohit sharma Test team me fit hota hai .. Captaincy choro abhi sirf batting ke aadhar pe bolo agar isi BGT ki baat karu to Rohit ke runs dekho aur Gill ke but fir bhi drop GILL hai na ki Rohit .. aisa kyu ??
#INDvsAUS#ViratKohli𓃵
Batao ye kon hai ? Mumbai ka Raja , IPL team ka bhi hai Raja but Test me Run banane bolo to baj jata hai baja ... 6th position se 1st me aye 1 wale ko 3 me bheja aur 3 wale ko to seedha Ghar ?? Guess who
#INDvsAUS Jo log bol rahe hai siraj ko troll mat karo wo jake dekho Wicket Bumrah ne bhi ki but wo to troll nahi ho raha Siraj apne harkat ki wajah se he troll ho raha hai