@Sdg23456 @RVCJ_FB Gang of wasseypur dekhi hai bhi ya aise hi bakchodi kar rha hai . Brahmastra aur pathaan to chalo Maan liya ki tumhe pasand nhi aayi lekin gang of wasseypur
@dreammaddy@tiwary_praveen@jammypants4 South ki movie se acchi hoti hai Bollywood ki film . Itna hype kyo south ki movies ki lekar .
Ye jarur manta hu Farhan Akhtar acchi movie bnata hai yha tak ki ss rajamauli se bhut acche director hai india me . Like Sanjay Leela Bhansali , Rajkumar Hirani etc