@iqrarulhassan@pasha_samina@ShahidAslam87 Lekin iqrar sir ap ne to kuch different karna tha na. I mean agr imran khan ky hi naqsh e wadam pr chalna tha to apky awami leader honay ka faida? Ap pharay likhy ba shaoor shehri or awaami leader hein kuch new approach la sakty thy siyasat me.
@iqrarulhassan Kisi wardi walay ko bilkul haq nai he ky kisi kisam ka ghair ikhlaqi comment pass kary. lekin Sir ap awaami leader hein ab.jis mulk me wesy hi noukri mushkil sy milay wahan ap ny kal ak insan pe zra reham nai kiya bara Pan dhika detay. Leader to pressure moments me hi bnta hein
@iqrarulhassan Ap nh shair aya shair aya ki rat laga di....agar us ny apko zaleel keh dia to ap ny Jis youth ko shaoor denay ky liye party banai usko youthiyapa hi keh dia sar-e-aam.