@BBCHindi Kisi ki aaye nahi badi advani aur ambani vagerah vagerah ko chorkar Aam aadmi ki kaha badhi pehle note bandi phir NRC and cab phir ye khatam hua to kishan aandolan yaha arthik sthiti kaha sahi ho rahi hai aur to aur petrol 100+ ho gya
@BBCHindi Waah re hindustaan ki nikammi sarkar kuch din bad kehna ki ganga me Lhase behne ka koi saboot kisi rajye se nhi aaya hh khaskar ke UP se to bilkul nahi