@KESCoHQ Kidwai Nagar maheshwar park naubasta face ki situation batao ye same reply sab ko naa karo yaha ki electricity kab ayegi ye batao.
Tum log raat bhar se pagal bana rahe ho 1 insaan nahi dikh raha kaam karta hue sab bass free ka paisa khaa ke baithe ho.
Clear jawab do...
@KESCoHQ tum log ko apna kaam nahi karna ata to bhag kyu nahi jate raat bhar se suun rahe hai 2 ghanta subah ho gye baache garmi me hai tum logo sirf tweet karo kaam nahi, kya kaam kar rahe ho subah se 1 karamchari nahi aya , hum public chutiya hai.
Kidwai Nagar maheshwar park
@KESCoHQ app log ki koi jimmedari hai ki nahi 4 ganto se kidwai Nagar maheshwar park ke pass supply band padi hai 1 2 ghante bole jaa rahe ho kuch final hai ki nahi raat ho chuki hai log soo nahi paa rahe hai app log ko koi matlab nahi hai, Barsat band hue 2 ghanta ho chuke hai..
@KESCoHQ Kidwai Nagar maheshwar park ke pass abhi transformer se sparking sounds aye hai power supply kab tak ayegi?? 3 ghanta ho gye hai abb tak app log pehle 2 ghante ka time bataye tha...
@KESCoHQ पिछले 3 घंटे से किदवई नगर नौबस्ता के एरिया में लाइट नहीं आ रही है। रोज रात का हो गया है कृपा कुछ सही जानकारी दे कि कब तक ऐसा ही बिना लाइट के जगना पड़ेगा।