@bstvlive Guruji mai 2026 passout hu https://t.co/WtcRg4FRw9 mere college ne abhi tk tablet nahi diya puchhne pe bolta hai aage se nhi aaya h @myogiadityanath@UPGovt
@drmljn@RailwaySeva Agr ye sbhi vajah se kisi ka exam chhut jaye aur saalo mehnat pr pani pher jaye to kya krenge sorry bolkar fir exam to nahi na de skta ,bs ye kahiye abhi bhi time hai kisi tarah time se pahucha de log ki time se exam de de sb ..
Train no 15114 me two students hai jishka kal exam hai shyd up pharmacist government vala morning me hi entry timing shyd 9.0am ya 9.30 am hai aur centre Lucknow gya hai abhi gomatinagar se bhi unko center tk jana hai aur abhi tk train GKP se bhi chli nahi hai @RailwaySeva
Aaj mai tatkal ticket nikal rha tha traffic me bahut load tha nikal nahi rha tha jaise taise karke last step tk pahucha to payment ke liye to nikla hi nahi aur na hi payment ka option aa rha tha ye aaj hi nahi vaisa huaa hai bahut baar ho chuka naiklta nhi h @RailwaySeva
Train no 15114(gomatinagar express) Why is it running so late and stopping at the station when the train is one hour late from the timing? In this, some people have to go to office in the morning and some have to go to the hospital for treatment. @RailMinIndia@RailwaySeva
आजकल के लोग Saiyara देखकर कहते हैं मोहब्बत रुलाती है...
मैंने कहा, भाई Final resume short List n hona , internship n milna,final rejection interview, https://t.co/43mVPa5cG7 ke baad berojgar ho jana , goverment job me final merit* list से बाहर होते देखा हैकभी?"
#Saiyaara