@IOCL_BIHAR hello sir mera nam akbar khan hai maine gas cylinder book kiya tha 17 march ko or ye vendor log usko bech diya mujhe abhi tak cylinder nahi mila hai or online check kiye to 26 march ko delivered hogya hai .Magar mere ghar to aaya hi nahi...mai.tax invoice bhej de raha
@IOCL_BIHAR@IndianOilcl Hello sir mera nam akbar khan hai maine 17 march ko book Kiya tha or mujhe cylinder nahi mila or jab mera beta check Kiya to mera cylinder 26 march ko delivered dikha raha hai magar mujhe ye cylinder mila hi nahi mera gas godam Nanak inter prises hai mai aapko Tax invoice send