#Dilkakiya
(6)
Aap Kesi Hein....
Mein Allhumdolillah Kairyut
Se houn. Kaafi din se aap se
Baat nahi ho pai ya youn
samajh le je ey ki waqqat
ijazat nahi de raha tha.
Khair aaj Sunday hai aur
fursat bhi hai.
Dil karta hai khoob saari
Khoob sari baatein Karoun
lekin .........
( 2 )
#Dilkakya
Kahan se ibtada ki ja ey.
Chal ey sab se aakhir se
shuru kar te hein.
Year-1993 Bahout khushi
Khushi aap ke pass aaya tha
Apna sab kuch-ch nisar karne.
Mujhay bhi eis baat ka ahesaas
ho gaya tha ki : Shayud ke uter
ja ey teray dil mein......
( 5 )
ji mein Haazir Houn aap
Ke saamne.......Ser-e-Khum Tasleem ......aap ba khair-
O Aafyut se hongi.
Aeik Baat Kahoun.....
- Be Rung si Hai Badi Zindagi
Kuch-ch Rung to Bharoun
- Mein Apni Tanhai Ke Waate
Ab Kuch-ch to Karoun
ji sab ke hote huey bhi Akela
Hello....... Aadaab-o-Taslimaat
Aap Kesi Hein
Yaqeen Jaan ey Ga RozDil
Karta he aap se dhair saari
baatein karne ka..... Phir khiyaal
aata hey pata nahi aap ko achcha
bhi lagey ga ya nahi.... Lekin mujhay
Bhout achcha lagey ga.
#DilKaKya
@NestleCare :
I have purchased your famous
Product Nesquik on line through
Amazon. Is this discontinue by
Your organization?
This is informed by your India
Nestle.
#Ramadan2025
Chaand - E - Ramadaan 2025
Mubarak to each n everyone.
Duaein laakhoun Allah Tabarak
Taala aap ko aese hazaroun
Ramadaan Dekhna naseeb Karaey
@thehappydog_ Who said you are not beautiful.
You are cute & so beautiful.
Many Many happy returns
If the day.
Wishing you a very happy birth
day to you.
" God bless you "
- Jaanay Kis Ki Humein Lug
Gai Hai Nazer
- Eis Shehr Mein Na Apna
Tikhana Raha
Yes it is true .......Bus Iraday
Bhaandhta Houn, Sochta
Houn aur Phir Tor deta houn