Finally Kataria aur Sana ka bhi reunion ho gya .
Ab ek baar chaaro mil jaaye sath to aur accha lagega..
#BiggBossOTT3#LuvKataria#SanaMakbul https://t.co/bmeTgRBTTL
Elvish says - mere ko lga ki Sana ke sath kharab ho rha hai use har WKV pe daant padti thi .
He also says ki sana samajhdaar to hai..
#BiggBossOTT3#LuvKataria#SanaMakbul#ElvishYadav https://t.co/mPK8sp2ejd
Kataria says - Sana ayegi ab 30 sep ko birthday ke baad .
Elvish says - to usko birthday pe hi bula lo na 13 ko ..
#SanaMakbul#LuvKataria#ElvishYadav https://t.co/ZQu5PLXuJ1