@shekhar_br02 Aap v bas isme lag gye kya? Bihar me koi aur mudda nhi h kya? Ya khan sir ko badnaam ke liye paise mil rhe h? Baat bihar ke development pe kijiye
@avn_32@samrat4bjp@WithLoveBihar@IndexBihar@gharkekalesh Buxar ka pehla overbridge h , jo ham 25 sal se sun rhe thhe ki banega. Koi na, agle 25 mahine me 25 overbridge ban jayega Gujarat ke har City me. Bihari ko kyu chahiye overbridge, unko to kam general boggy me thus do ya paidal chala do
@Raj_Chaubey07 Buxar ka overbridge bas 5 din me toot gya... janbujhkar itarhi railway crossing ko band kar diya gya...aur jo overcrossing bana hai usse khrab koi kya hi banega @anandmishraips