@PMOIndia@narendramodi Market mai kaam nahi mil raha hai, baccho ki ek ek saal ki fees due hai, ghar chalana mushkil ho raha hai, logon ke paas paise nahi hai kharch karne ke liye, raat ko khana kha ker sone se pehele aapko dhanyevaad kar ke sote hai ki aaj ka to ho gaya kal ka kya hoga. 🙏🙏🙏
बच्चों के स्कूल की फीस माफ करवा दीजिए माननीय मुख्यमंत्री जी लाखों पेरेंट्स आपको दुआएं देंगे..
हमें यह सोचने पर विवश होना पड़ रहा है कि आप आम अभिभावकों के साथ हैं कि स्कूल वालों के.
पेरेंट्स की कोई सुनवाई नहीं है आप के दरबार में.
@myogioffice@myogiadityanath@EduMinOfIndia