@myogiadityanath Galat kar Rahe ho ap yogi ji Meri Wife ne Uptet ka exam Diya unka result reject Kar Diya meri 2 beti hai 35 year ki hai Gurgaon se Kanpur gya the exam dene 1.5 Saal ki beti ko leke main Mathura se hu apne sab main tet dede ya🙏🏻🙏🏻
@myogiadityanath Sir yogi Maharaj ji UP TET ka result kab aaega sir 2 month hone ko hai please sir my wife ne bhi exam Diya Hai sir time nikla ja Raha hai meri 2 beti hai thodi mushkil hoti hai jai shree Ram 👏🏻👏🏻👏🏻💯🛕🚩🪔🙏🏻
@Rudhrayadav001@JaikyYadav16 Galat baat hai Nanni bitiya ka kya Kasur hai Mata pita ko Aisa nahin karna chahie. Meri bhi 2 bitiya hai aur main bahut khus ho 💯💯💯🙏👏👏🥹😘