@RailMadad@RailMinIndia
Train no 12103 pune L JN Express ke Koch number S-8 me cfnm ticket walon ki seaton par RAC aur waiting ticket walon ne kabja kar rakha hai is
ke chalte cnfm ticket wale paresan ho Rahe hain shikayat pe TT bhi dekh kar chupchap nikal gaya kripya dhyan de
@RailwaySeva
Train no 12103 pune L JN Express ke Koch number S-8 me cfnm ticket walon ki seat par 3-3 RAC aur waiting ticket walon ne kabja kar rakha hai is
ke chalte confirm ticket wale yatri paresan ho Rahe hain shikayat par TT bhi dekh kar chupchap nikal gaya kripya dhyan de