@RBI@FinMinIndia@narinde45040553@DelhiPolice#kreditbee@kreditbee
+918595100097 ye num. kredit bee loan nbfc se aaya aur khud ko sr.maneger bta Raha hai aur mujhe dhamki de Raha hai ki payment Karo warna apke Ghar k bahar 5-6 logo ki team ayegi gaali guppad hoga ,
@RBI@SBICard_Connect@FinMinIndia@nsitharaman
मैं एसबीआई क्रेडिट कार्ड धारक हूं, पिछले 2 महीने से मैं बकाया राशि 44500 का भुगतान नहीं कर रहा हूं, फिर एक अनधिकृत SBI एजेंट Gaurav madan ने मुझे फोन किया और भुगतान के liye abusing language ka use Kiya mobile number 7084944568
@RBI@DelhiPolice@Cybercellar@jagograhakjago@MobiKwikSWAT@MobiKwik .... Mobikwik zip pay later se mera 9000 ka loan repayment tym se na kar pane par , Mobikwik meri contact list se 1 by 1 call aur abuse gaali de rahe hai , company no 7835083543 h ye plz help me
@RBI@navifinance mentally harrasment karne ka new tarika dhund liya hai, aur dhamki bhi de rahe hai evening 4:50 pm mai bat huyi h, aur 6:45 evening same day mujhe alag alag number se indirectly dhamki de rahe h, relative ko call aur pareshan karenge..
@RBI@navifinance Meri financial problems ki vajah se mai EMI pay nahi kar paya toh Navi loan apne agent duwara mujhe dhamki de rahe hai ki.tumhara data humare paas hai hum, kese bhi payment do warna dusre tarike se lenge , Mtlb Gunda gardi karoge.