@disha_nai@cmohry Mananiy mukhymantri mahoday aapse Anurodh Hai Ki Gaon Batta ke Kanya School Ko marj Hone se Roke iske sath Hamari bhavnayen Judi Hui hain aur yah Sidha Sidha Hamari bhavnaon Ke Sath khilvad Hai Ek Taraf Beti Bachao beti padhao Ka Nara Sarkar dwara Diya ja raha hai