Apki Dosti Pe Naaz Hai Humein
Kal Tha Jitna Bharosa Utna Aj Hai Humein!
Dost Woh Nahi Jo Khushi Mein Sath De
Dost Wahi Jo Har Pal Apnepan Ka Ehsas De!!!🌚❤️
Tumko bewafa kehna, gawara nahi mujhe,
tumse gila karna, gawara nahi mujhe,
tum ja rahe ho to jao sada kush raho,
tumhe baddua dena, gawara nahi mujhe.
Basa Hai Aankho Mein Unka Chehra Is Tarah,
Gulabo Mein Khushbu Basi Ho Jis Tarah,
ibadat ki Ho Aur Dua Na Mangi Ho,
Unki Kami khalti Hai mujhe Kuch Is Tarah.
Wo Kisi Ki Dil Lagi Ko Saza Samjhne Lage,
Do Pal Ruth Ke Guzare, To Jafa Samjhne Lage,
Wo Kya Jaane Ke Hum Kitna Roye Unke Bagair,
Wo to bas yuhi Mujhe Bewafa Samjhne Lage🥀.
Aye dil kinare ko kinara na samajh,
Aye dil sahare ko sahara na samajh,
Barish aane par kinare toot jate hain,
Musibat aane par sahare chhooth jate hain.
Aye dil kinare ko kinara na samajh,
Aye dil sahare ko sahara na samajh,
Barish aane par kinare toot jate hain,
Musibat aane par sahare chhooth jate hain.✔️🌼