Makers poori koshish mai ki vrinjay cheater dikhe ๐indono ka wahan kuch kaam hi nahi tha toh gaye kyu the taaki yeh dikhe ki vrinda Sanjay sach chupa rahe h aache scenes m aa gaye khudki tareef karane ๐คง nakal karne ke liye aakal chaiye bhai ๐ญ๐ญ
@petalsanddust Mujhe laga aesa hi hoga par vrinda ne bola na uska sankalp poora hua jabki 10 days kahan hue ๐คท๐ปโโ๏ธ usko pooja karke 10 days tak paani vo Sanjay ko pilana tha usne toh sirf 3 baar hi pilaya ๐
Sanjay ne vrinda ki mithai kilaya uska sankalp poora ho gaya vo 10 days fast rakhna 11 day par kuch bada hone wala tha vo yahi hai kya ? ๐ญ๐ญ
#tuhiredilmein#vrinjay