आज रतन टाटा सर का जन्मदिन है।
मैं बहुत सौभाग्यशाली हूँ कि उनके साथ स्वास्थ्य और समाजिक दायित्वों के निर्वहन के लिए काम कर रहा हूँ।
हमेशा जब भी उनसे मिलता हूँ, हर बार वे मेरे स्टार्टअप को लेकर, मेरे स्वास्थ्य को लेकर मेरा हालचाल पूछते रहते हैं।#HappyBirthdayRatanTata#RatanTata
@lamplaat@AwanishSharan kyu bhai kyu nahi pad sakte aur sab log wo isaliye nahi padte kyuki unko pta hai brahman samaj isko accept nahi karega. aur ha hamare yha ek bhi esa pujari nahi hai jo ved puran pda ho. katha bhi kitabho ko padkar suna kar chale jate hai bas.
@lamplaat@AwanishSharan ye aap bol rahe ho na baki sabhi sathiyo se boliye sirf aap ke kahne se kya hoga. hum arakshan bas tab tak chahte hai jabtak sabhi samajh ke logo ko barabari ka hissa mil jaye. shudra bhi mandiro me panda banane lage. agar aisa hua to hum swayam arakshan ka virodh karenge.
@lamplaat@AwanishSharan 10000 salo se brahmano ne jo jatiwad kiya tha tab to aap nahi bole. 50 saal me 50 % arakshan me hi itna jal rahi hai apki to hum kya kare. shuruaat to apne ki thi wo bhi 100% arakshan ke saath.
@Sadhvi_prachi pahale pura video dekho.aur shiksha ke chetra me apna pakhand mat dikhaya karo.wo ias ke level pe baat kar rahe hai.wo acchai aur burai sab bataenge.