@pmkisanofficial@narendramodi Sir..mera status me sb ok dekhai de rha hae fir bhi mera 21 v kist nhi aya ..kis karan nhi aaya o karan door kra kr mera mera ruka hua kist release krne ke kirpa kren
Sir..mera 21v kist nhi mila status check krne pr neeche dea gya image ke trah dekhai de rha hae..
Please mera 21v kist kis wajah se nhi aaya use theek kra kr mera ruka hua kist release krne ke kirpa kren jbke mera e kyc ok hae
प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि माननीय प्रधानमंत्री श्री @narendramodi ने आज PM-KISAN की 21वीं किस्त के तहत 9 करोड़+ किसानों को DBT माध्यम से ₹18,000 करोड़ से अधिक राशि जारी की। जो केवल आर्थिक सहायता नहीं बल्कि किसान आत्मसम्मान, सशक्तिकरण और समृद्धि की दिशा में महत्वपूर्ण कदम ै
@RailMadad@RailwaySeva Hum aek cancer patients hun aur mera age 62 saal hae..hmko train number 12144 me A1 SU18 upper seat ka ticket mila hae jb ke lower ka seat number 17 khali hae
Aap se newdan hae ke mujhae A1 me 17 number seat dilane ke kirpa kren