@ChouhanShivraj मध्यम वर्गीय व्यापारी ही हमेशा पिसता है जैसे पूरे देश में व्यापारी ही बीमारी फैलाता है सारे टैक्स भी व्यापारी भरे सरकार की नजर में चोर भी बने और जब धंधा पानी बंद पड़ा है तो उसको कोई पानी तक को ना पूछे हमारे देश में व्यापारी होना भी एक सजा है
@igrangekanpur sir Arzoo Katare hatya case ko aaj ek mahina poora ho gya suna tha ki police chahe toh kuch ghanton men hi andhi se andhi hatya ki gutthi suljha leti hai par yahan toh ek mahine baad bhi hatyare bahar ghoom rahe hai aur ek beti ki aatma nyay maang rahi hai
@adgzonekanpur aaj pura ek mahine ho gaye Arzoo hatya case ko par aaj bhi hatyare bahar bina dare ghoom rahe hai aur ek beti ko bemaut mari gai vo aaj bhi apki taraf nyay ki ummid mei bhatak rahi hai
..... justice for Arzoo
@justiceforarzoo aaj ek mahine ho gaye tumko gaye ya sahi arth men bole toh tumko maar kar bheja kuch logon ne par kasam hai hm sb ki tumko nyay dilakar hi dum lenge aur tumhare hatyaron ko maut ke baad bhi mukti nhi milegi