Declaring a candidate as unopposed is technically incorrect, even if no other candidate is available to challenge them. With the introduction of the "None of the Above" (NOTA) option, this situation has changed. What if more voters choose NOTA than the single candidate running?
@AmitShah@dpradhanbjp Manywer, agar mantri ji ne tyagpatra swtah, bina mange diya hota to aapki baat sahi lagti. Parantu aisa hua nahin, unhen tyagpatra majburi mein dena pada hai.
@anujakapurindia Dusron ke paap gina kar aap apne paap ko punya nahin bana sakte hain. Agar Congress ne kiya wo paap tha to wahi karya ab bhi paap hi kahalayega.
@hemlatajk Jara hosh se baat kijiye neta ji! Dan/chadhava shraddhaluon se aata hai, sirf Bhajpa ya sarkar se nahin. Aur Ram bhakt kisi bhi rajnaitik dal ka sadashya ho sakta hai. Isliye bolne se pahale soch lena chahiye.
@anujakapurindia Prash yeh hai, ki kya ek ki galati se dusre ko wahi galati karne ka license mil jata hai. Jab congress aisa karti thi to bura tha, ab yeh log kar rahe hain to achchha ho gaya? Wo karen to paap, hum karen to punya. Wah bhai wah!