“Ek samundar hai jo mere kaabu mei hai
aur ek katra hai jo mujhse sambhala nahi jaata,
Ek umar hai jo bitaani hai uske bagair,
aur ek lamha hai jo mujhse guzaara nahi jaata.”
~ Gulzar
Mein shayar toh nahi par likhne ka shok rkahta hu ...
Dill me pyaar or jawani k bhi josh rakhta hun ...
Aur Tum kehta ho Nadan hun mein.
Mein khud sa zaida zamana ka hosh rakhta hu...
#shayar#galib#rajit