@brosss121@wittyaarv Bhai sapa ko support kro ya bjp ko, hakikat hai ki hara nhi paoge, bahubaliyo k sath har samaj ka support rehta hai kisi bhi dharm jati ka ho, shahabuddin se lekr mukhtar tak, pappu yadav se lekr BBS tak
@rudhranandu@wittyaarv Aditi singh ko aage nhi badhne diye, potential tha aur log mante bhi they Akhilesh singh ki beti hone ki wajah se khair bad me wo bhi janta se kat he gyi hain itne vivad hone ke bad
@UJJAVALSHAH2 Khas banne ke bad bahut se log Yogi ko aankh dikha rhe they, Yogi bhale he CM na hote to bhi log bachte they bhidne se, jo Vajpayee aur Advani se bhidkr apna candidate khada krke jita diya wo kya he darega baki logo se khair aaj wo candidate bhi Yogi ka virodh kr rhe
@UJJAVALSHAH2 भाई वैसे तो आप काफी जानकार हैं लेकिन उत्तर प्रदेश की राजनीति में बारे में नहीं पता है आपको, अमित शाह से विरोध था इनका, कृपाशंकर सिंह थे अमित शाह और मोदी जी की पसंद, इनको तो बीजेपी ने जेल में डलवाया था काफी टाइम अमृत भारत योजना से संबंधित एक विवाद में
@ImNileshVats जैसी पकड़ थी उसके हिसाब से बोल रहा, 5 साल में छोटा मोटा 10 काम कर लिया तो क्या ही किया और हाँ जौनपुर का हूँ तभी पता है।
रही रामघाट की बात तो हिंदू मुस्लिम की बात कब की मैंने?