कुछ असामाजिक तत्व द्वारका सेक्टर 6 पॉकेट 2 के पार्क में काफी देर से शराब पी रहे हैं और शोर शराबा कर रहे हैं, न उन्हें कानून का डर है और न किसी का @DCPDwarka@DwarkaPolice कृपया कुछ एक्शन लीजिये
@Aaditya_1007@notthefakehakan@SwamiGeetika Arre idea aaya kisko tha pehle hi, bina sar pair ki baat kar rahe ho bhai... batao to sahi ki ye secularism ka idea pehle aaya kab, aur kaun laya, aur kyon? agar hai jawab to tark rakho nahi to bol do ki tumse na ho payega, koi kuch ni kahega 😂
@Aaditya_1007@notthefakehakan@SwamiGeetika Bus, ho gaya, kheech liye pair peeche, wo to mai janti hi thi... Kher, mere pass nahi hai dimag, aapke paas to hai na? to kaahe nahi de rahe information? aapke pass to shyad khazana hoga information ka... aapse na ho payega
@King08394509@notthefakehakan@SwamiGeetika Ye aapne bhej to diya, ab jara ye bhi bata dijiye ki aapko kya samjh aaya is article se? maine to padh liya, pehle aap bataiye fir mai apni baat rakhti hu
@Aaditya_1007@notthefakehakan@SwamiGeetika Ab jo information jahan par hogi samne wala wahin se lega na, maine ghar par to banayi nahi hain ye sab information, ye to bas aapke us sawal ka jawab tha, jisme aap mujhe constitution seekha rahe the, ye us tweet ke liye hai, jispar aapne kaha ki indira gandhi ne kab kara
@King08394509@notthefakehakan@SwamiGeetika Lo bhai, aap bhi padh lo, aur imandari se padhna... kher wo to mujhe pata hai ki maan ne wale to aap fir bhi nahi ho, aur reason to aapko bhi pata hi hai
https://t.co/qPOvPs3POF