@RubikaLiyaquat अपने घर की आग पर चुप रहना और पड़ोसी की आग पर मुनादी पीटना कोई गोदी मीडिया से सीखे। अब देखना ये भी दिलचस्प होगा कि जो मोदी जी मणिपुर की हिंसा नहीं रोक पाए वो इसराइल फिलिस्तीन का युद्ध कैसे रोकते हैं।
@RubikaLiyaquat Bade jaldi stand liya aapne madamji. Par aapko Manipur par stand lene ke liye abhi tak vakt nahi mila. Pahle apna ghar sambhalo baki stand bad me lena.
@Satendra_Singh0@RubikaLiyaquat Aur Adani par konsa mukdma chalana chahiye aur ye Godi media jo rat din agenda chalati hai unko kausa prize de. patrkaro ko patrkar rahe de. Par aapne to democrocy ke 4th piller ko hi khatma kiya .
@RubikaLiyaquat Khud itni badi agendadhari hoke dusro ko aise bolna, kaise kar leti hai ye aap,wo bhi bina zizak. Hamare idhar ise kahte hai "Ulta chor kotwal ko date" vaise kabhi Godibhakti se fursat mile to ekhad bar patrakarita b kijiye, kya pata aapke andar ka bacha kucha patrakar jag jaye!
@RubikaLiyaquat Adani par to duniyabhar ke newspapero me bade bade essay likhe gaye hai, puri kundli chapi hai, fir bhi koi action nahi. Aur aap jaise Godibhakt so called deshbhakt so patrakar sarkar se ek swal bhi nahi kar pati. Are madam ab bas bhi karo, sab aapki tarah dalali nahi karte..
@RubikaLiyaquat Dekho bat bhi kon kar raha hai, Sau chuhe khake billi chali haj ko. Waise aap rat din kiski gulami karte, aur kyon karte ho ye baccha baccha janta hai. Khud ko patrkar ka kahnewali madam, ye batao ek amriki abkhbar me newsclick pe 2 line par itna bawal ,action, Aur Adani ka kya?
@KUNALKUMAR19952 Suno tum itni Andhbhakti se pet bharta hai kya. Turant aajate ho defence karne. Puchne do na use, tum bhi puch lena sawal congress leaders se unke acount pe jake ,kya dikkat hai
@SureshChavhanke@AshwiniVaishnaw Aapke jaise jahrile log is samaj me bhgwan ne kyon bheje honge samaj nahi aata. Soch lijiye samaj me jaher parosaste parosate ye jaher ek din aaoko hi na le dube.
@ElvishYadav Ye sab batane ,dikhane, show off karne ke jarurat nahi hoti par tum jaise log aur kuch political partiya dharm ko bhi apne fayde ke liye istemal karte hai, tumhe pata hsi aisa bolne se kuch log to tumhare jhase me aayenge.
@RubikaLiyaquat Sahi kaha mam aapne is jamane sabko sabkuch fatafat chahiye isliye kuch log patrakarita ka lamba aur kathin rasta skip karke chatukarita aur charanchumban ka shoet cut rasta apnate hai..ispe aapki kya rai hai mam.
@ANI 1 more jumla. Agar Danish Ali aisa kaha hota to , BJP sansad chup kyon baithe the. Asliyat ye hai, ye ek naya jumla hai. Aam logo kitne halke me lete hai ye log, kuch bhi zuth parosde inke samne ,man lenge. Nahi bhi mante he to inko fark hi kya padta hai jab tak khurchi safe hai.
@sambitswaraj Kya sirji, apni dubti naiya bachane ke liye kab tak dharm ka sahara lenge.Hume itna bewakuf samza hai ke aap kuch bhi bologe aur hum man lenge. Zuth bhi aisa? Hamare society me ek aunty hai.Use koi bhi 2 aurte bat karte dikhti hai to use lagta hai usi ke bare me bat kar rahe hai.
@PapaSanjay1@amitmalviya is sajkgan ko kya dikkat hai. Chup to vipksha pichle 10.sal se Godi media ke propogonda aur zuth par daily FIR hone chahiye the to democrocy bachti