Jo Ulama-e Haqq ki mahabbat dil mein liye iss dunya se rukhsat ho, Allah Ta’ala usay Ulama ka darjah ata farmata hay aur uska maqam ‘illiyyeen mein hota hay.
— Sultan al-Hind Khwajah Gharib Nawaz RadiyAllahu Anhu.
Join on WhatsApp: https://t.co/a29rhnGf2B
Namaz hi hay jo banday ko Allah Ta'ala ke sath wabastah aur paiwastah rakhti hay. [Daleel al-Aarifeen]
— Sultan al-Hind Khwajah Gharib Nawaz RadiyAllahu Anhu