@DesiVaidya Jab aam karamchari 60 tak kam layak nahi rah jata hai to yeh 75 + tak kaise kam layak rah jate hai yeh kabhi budhe nahi hote hai yeh amar hokar aate hai
@VijayKatheriya7 Wah bevkuf ki bhi bat ka faisla kar lo jo din me 1 baje mobile ki lite on karke kya sabit karna chata hai ki india me bevkuf ki Kami nahi hai