@NayabSainiBJP Haryana me sabse bura haal sir kosli town ka hai.. yaha govt ne kabhi dhayan nhi diya.. yaha government ka koi plan nhi hai.. population hote hue bhi yaha panchayat se kaam ho rahe ho jo naa kafi hai..yaha koi action plan kahbi aayega kia ??