@BB15LiveFeed1 Tu bik sakta ha kisi se bhi, gauhar khan ko kharidne ki aukad har kisi ki nhi ha. And ab tu bolega ki ma apna opinion share krunga. Toh bhai kar but andh bhakti mat kar.Teja aur karan ka galat bhi tujhe shi lagta ha. Bhai koi insaan hamesha shi nhi ho sakta chahe wokoi bhi ho