@dm_vaishali Jandaha co office me title suit hone ke baad bhi Paisa lekar mutation kar diya jata hai, case no 141/2026
Jis Jamin par title suit 695/2026chal rha hai,
Galat report,bina koi sune hue ghus kha kar pura garwari kiya ja Raha hai
Bihar me CO jandaha block court se upper ho gaya hai.
Title suit hone ke baad bhi Paisa lekar mutation kar de rhe hai.
Mutation case no 141/2026 jis jamin par title suit 695/2026 galat tarike se mutation kar diya jata hai.
Kha hai Dilip jaiswal,jai Singh,DM vaishali varsha singh.
Aaj jo NTA me ya kahi bhi question paper leak ho rha hai,
Is prakar ke concept ke Janak Bihar k Nitish Kumar hai jise kuchh log sushan Babu kahte hai,
Yehi idea Modi ji abpure desh me apply kar rahe hai.
@RailMinIndia
Mai dekh rha hu Barauni to Hajipur ke bich jo local train hai usme kafi late aur bina kisi maksad k chal raha hai,ya to use thik kar diya jay taki logo ko Rahat mile ya fir band kar diya jay,
Bharat ka amrit kal chal Raha hai,
Katihar Sonepur passenger ko update k
#PMModi#ChiragPaswan#NitishCabinet#DMvaishali
Globus sprit Dhandhua.
Hamare khet, air conditioner,jamin sab ko barbad kar diya hai,
Ispar rok lagai jay aur kisan aur gao ke logo ko Rahat diya Jay,
Hamara do se dhai acr jamin banjar ho gaya hai.
BJP ke top leadership of Bihar unit is corrupt, criminals,all belongs to OBC class,
No OBC face of Bihar BJP can mobilise votes so govt so called
Revari baat rhi hai.
Modi ji ko janmdin ki hardik shubhkamnaye,
Bihar me jin netao ke sahare Bihar jitne ki soch rhe hai,
Jaise smart choudhary,vijay sinha nityanand ray, ground realities yahi hai ki Bihar BJP ko inhi logon ne dubo diya hai, sambhal lijiye nhi aap bhi congress ki tarah.....,
@anandmahindra Anand Mahindra sir please aap jawa,yehdi, BSA ka service centre har chhote township me de fir aap ka tin brand Dhoom macha dega,
Servicing problem k karan log bike nhi kharidna chahte hai..