@Hunts_Man0@ShhdusV@SaumRaj07 Jitna Maine suna h ye management ka call thha saum ka ni so can't say much
But I can guarantee that ye bhout hi wahiyat picks h dono.... Isse acha rony hi le leta idhr uska role v fit baithta
@Hunts_Man0@ShhdusV@SaumRaj07 Yei lineup jab bani thhi mai tb se hi hopeless thha
Ek baat h, jiske sath jamna hota h 1-2 din me maloom lag jata h
Taurus jb aya tha aate hi 2 cd liye the inhone usne 1v3 v kiya OG ko
Spower jb vxt me aaya tha again same aate hi dikhta tha power aaya h
@Sloth_0_0@SaumRaj07 Saum needs Taurus more than Taurus needing him... Synergy ni baithegi current lineup ki I can guarantee that... Also avi hot property h Taurus, aise offers reject Krna easy ni hota