@DocUsama267 Firqa wariyat hone ka yehi to nuqsan hai, k ksi ko deen ki koi bt samajh hi nai aati. Bt koi r kr rha hai Eng pr matlab kuch r nikala ja rha hai. Ye bss hatred hi hai uske khilaf, kisi ko koi point nai mil rha tha. Ab ek point mil gya hai jo k wo bhi nai banta agar aqal gor kro.